Competitors keyword targeting issue after Google core Update

Sir jaise ki paid blogging course ko follow krke keyword par work krne ko bola hai apne same wese hi kar rha hun, but abhi maine ek chiz notice ki hai ki, jo competetitors rank kr rhe hai low DA wale vo ab un keywords par rank nahi kar rahe hai, core update aane ke baad se.

To aise me hume un keywords pe article likhne hai ya nahi, ya fir wapas se competetior analysis krke new keywwords ko find kare??

Brother unhi keywords pe kaam kijiye, agar website start nahi ki hai to update ke baad start karna. Tab tak sab normal ho jayega…

wait kro bhai abi kuch time, let the clouds get clear

I will suggest ki wait kar lo thoda or kuch or competeior bhi find karlo jo abhi rank kar rhe hai or agar apne requirment ke hisab se to uke keyword bhi in future cover kar skte ho