How i sold my hindi 7 month old website 19k

Group me maine bhi jab dekha ki hindi website 35k me sell huyi hai. To meri bhi ek site thi finance niche me hindi me 7 month old thi.
Phle us par traffic aa rha tha lekin google update ke bad site ka traffic down jo gya tha.

Aur march me hi Mujhe AdSense approval mila to fir maine soch ki kyo na apni site ko bhi sell kiya jaye to maine bhi apni site ko sell karne ke liye group me post kiya vha se kuch bando ka reply aya.

Aur bhi group me maine message dala to mujhe ek buyers mila mai apni site ko 25k me sell karna chahta tha lekin jo buyer tha usne 19 k me done kiya…

Lekin mujhe telegram par ek bande ka bhi message aya tha vo 20k me done kar rha tha lekin fir maine use sell nhi ki kyoki trust issues.

Mujhe usse lag rha tha lekin jo banda 19k me done kiya tha usse meri call par baat huyi aur fir trust ke liye usne mujhe meri id proof manga to maine use bhej diy aur usne bhi apna id proof Mujhe bheja agar koi froud hota hai to complain karne ke liye fir maine AdSense ka email id aur pass diya fir usne chek kiya aur half payment 9k transfer kar diya.

fir usne recover id aur no change kiya fir eske bad domain transfer kiya aur usne mujhe 10k payment kar diya aur deal done ho gyi total 19k me meri site sell ho gyi…

3 Likes

Great. Congratulations for your first site sell.

I wish ap aise hi ab bade bade site sell kre.