How I sold my website during update ₹35,000

Namaste sabhi blogger bhaiyon ko,

maine blogging se apni first income kari site sell karke jo 35k main sold huyi hai, or main is income ke saath bahut happy hu kyuki ab mera confidence or practice dono high ho gya

Thode din pahale vikash bhaiya ne post bhi kiya tha is topic ko,

meri site age thi 7 month or hindi site thi, and this niche was shared by Blogger Vikash Bhaiya and uske baad maine site par kaam shuru kar diya uske baad main post likhta or optimise karta chala gya jiske baad site ranking main aane lagi or uske baad fir jab traffic aane laga to maine adsense ke liye apply kar diya.

adsence ka reply vahi aaya jo hume nahi chahiye [ Low Value Content ] jiske baad maine thoda bahut update karke dubara adsense main apply kar diya or aise hi karte karte 3 baar rejection mila jiske baad maine vikash bhaiya ko msg karke adsense issue btaya to unhone fir kuch chije btayi jinko maine follow kiya jiske baad bhaiya adsense par video bhi le aaye the par tab tak mera adsense approved ho gya tha

or maine ye site without adsense hi transfer kiya tha kyuki adsense par mera personal email tha or ye personal email wali galti aksar hum sab kar baithte hai.

fir uske baad jaise hi meri site par $1 daily banne laga or tab tak march update bhi rollout ho gya to maine site sell ke liye vikash bhaiya se baat kiya uske baad hamare hi group ke ek bhai hai unhone btaya tha buyer ke baare main or meri help bhi kari site sell karne main

and buyer bahar ka tha jiske baad humne Escrow platform ka use kiya jisse hamari payment or site dono secure rahe. or fir sara process karne ke baad maine site transfer kardi or escrow ne payment release kar diya.

11 Likes

Congratulations bhai​:tada::clap:

2 Likes

Many Congrats brother, happy to see your first income from blogging

2 Likes

bhai adsence ke bina domain kis kam hai yeh bata sakte ho ager adsence approve site hai per adsence personal eamil per hai to domin kasei sell hoge

2 Likes

thank you so much bhai :pray:

1 Like

Buyer apne adsense se pahale approval leta hai hamari site par approved hone ke baad site transfer kar diya jata hai

and rahi baat mere personal mail ke adsense ki to usme main apna next website add kr dunga

1 Like

thank you so much Rahul bhai :pray::heart:

2 Likes

Site kaha sell karte hai please guide kare

2 Likes

Vikash bhaiya ne apni video main bahut sare method btaye huye check kijiye

1 Like

Thanks for sharing you website selling journey, its helpful for me and new bloggers.

Can you tell me how much traffic you
How much traffic you did website get in the last 7 months?

2 Likes

Sell karte time traffic tha mera almost 8k ke aas pass jiske baad maine site bech di

2 Likes

8k traffic mai acchi earning kari app ne
Good👍

2 Likes

thanks brother, haan india ke hisab se to thik hi hua hai

2 Likes

clint ko adsence approval hame kar wake dena hota hai kay

2 Likes

haan vo apna adsense ka code dete hai hum apni site main lagate hai or jab approve ho jata hai tab site transfer kar di jati hai

1 Like

Very Good Brother Aese Hi Aage Badhte Raho :+1:

2 Likes

thank you so much bro

1 Like