mene blogspot pr multiple tool website bnai h. But me tool index nahi ho rhe h.
Use a custom domain.
and do proper SEO of your tool website.
You can learn with a full course video.
Search full blogger course by blogger vikash on youtube.
and do SEO accordingly.
Sir , meri website custom domain pr hi h. Yh meri first website h. Kya aap meri website ko check kr skte ho.
Sir me Askrohit youtube channel pr aapko first time dekha tha aur vahi se me aapko follow kr rha hu. Blogging course ki playlist dekhi. Vha se mene bahut choti- 2 chizo ko sikha h. Iske baad me blogger pr apni website bnai h. But mujhe ek doubt h meri blogspot pr website rank hogi ya nahi.
Please, reply kriye sir
Custom domain pe hoga to jrur hoga,
but niche acha hona chahiye, aur article bhi
Sir kya aap ek baar check kr skte h please. Meri website name – calculatorshubs.online
Ek question aur puchna h ki mene adsense ke liye abhi tk apply nahi kiya h. Me kb tk apply kr skta hu.
Sir please ek baar website check krke bta dijiye. Kya isme kuch improvement ki jarurt h.
Stop using Ai content.
Ok sir , kuch jagah pr kiya h. Iske baad nahi krunga.
Ignore this…
Focus on skill of content writing and keyword research.
Ok sir , ek aur question h meri tool website isko January me start kiya tha to kya me backlink abhi bnau ya baad me?
Sir mujhy tool website list abi tk ni Mili kesy find kroon?
Account bnao bhai without sign up ni milega