Hello sir, mai apka YouTube channel ka subscriber hu, mujhe blogging related kuch doubt tha iss liye apko message kar raha hu jisse thori guidance mil jaye, sir maine Skateboard ke niche ko explore kiya tha and google keyword planner mai jaake keywords research kiya and wahape mujhe maximum keywords jinpe 100 - 1k , 1k - 10k average monthly searches the wahape mujhe almost sabhi keywords par competition High show horaha hai and maine countries choose kiya hai keyword planner mai USA, UK, CANADA, AUSTRALIA, so sir mujhe jaan na hai ki kya yeh niche ek beginner ke liye thik hai jisse mai Tier 1 countries seh mere paas traffic aaye yafir mujhe aur koi niche find out karni chaiye. Unn keywords ko agr mai google mai search kar raha hu toh jyadatar amazon, etsy yafir koi aur ecommerce website show horaha hai, but unn website ko maine check kiya jo specifically skateboard ke upar bane hai wahape blogs nahi hai and jinhone blogs likhe hai unhone bhi sirf sirf 10 - 15 articles likha hai.
and also agr mai google keyword planner seh research karke skateboards ke upar 90 - 100 articles post kardu toh kya meri website first page par rank kar sakta hai?
Also agr mai starting ke kuch topics iss tarah ke likhu ki best skateboard for adults, best skateboard for teenagers etc etc and wahape affiliate link promote karu toh kya sir adsense approve hone mai koi problem hota hai?
kindly guide me. @bloggervikash